my quran journey

009. At Tawbah

9
1.Heading 2.Waqt-E-Nazool 3.Ayyat 4.Sub-Heading
1 Mushrikeen-E-Arab kai Silsalay Mei Akhari Aur Takmeeli Ahkaam Year 9 Hijri Hajj Kai Mauqa Par (Fatah Makkah Kai Baad) Mushrikeen-E-Arab Kai Liye faisla kun Ailaan
Year 8 Hijri Fattah Makkah Sai Pahlay Nazal Huye Haq Aur Batil Kai Darmayan Samjhota Nahi Ho Sakta 
Jannat Khun-E-Jiger Dai Ker Hi Milay Gi 
Naiki Kai Juzwi Tasawur Ki Zor Daar Nafi 
Dosti Ki Bunyad Sirf Aur Sirf Iman Rakho
Dunyawi Muhabatun Ko Deeni Muhabtun Par Tarjih Dainay Walay Fasik Hain
"Baisat- E- Khasusi"  Ki Takmeel  Year 9 Hijri Hajj Kai Mauqa Par (Fatah Makkah Kai Baad) Faisla Kun Shay Asbaab Nahi Allah Ki Madad Hai 
Mushrikeen Kai Masjid E Haram Mei Dakhla Par Pabandi 
Islami Riyasat Mei Ghair Muslims Ki Haisyat 
Yahudion Aur Aisaiyu Ka Shirk 
Ahlay Kitab Sazishun Kai Zarya Islam Ka Rasta Rokna Chahtay Hain 
Nabi (SW) Ki Bais Ka Maqsad Ghalba-E-Deen Tha 
Ulaema Aur Sufiya Ki Aksriyat Logo Ka Maal Nahaq Khaati Hai
Saal Mei "12 Months " Allah Kai Tay Karda Hain 
Nasi Ka Qaida Haraam Hai 
2 Bairun-E-Mulk Dawat Ka Aghaz  Ghazwa-E-Tabuk Kai Liye Rawangi Sai Qabal Aur Duran-E-Safr Nazil Huye Allah Ki Rah Mei Nikalnay Sai Ji Na Churao
Munafiqana Tarz-E-Amal
Allah Ki Rah Mei Maal o Jaan Laganay Walay Hi Mommin Hain 
Taqwa Kai Parday Mei Lipta Hua Bahana 
Haaray Bhe To Baazi Maat Nahi 
Munafiqeen Ka Infaq Qabol Na Kya Jaye Ga
Nabi Kareem (SW) Par Adal Na Karnay Ka Buhtaan 
Zakaat Sai Musarif 
Munafiqeen Ki Gustakhyan 
Munafiqeen Mard Aur Aurtain Naiki Sai Roktay Aur Burayi Phailatay Hain 
Tareekh Sai Ibrat 
Momin Mard Aur Khawateen Naiki Phalatay Aur Burayi Sai Roktay Hain 
Munafiqeen o Kufaar Kai Khilaf Jihad Ka Hukam 
Allah Sai Wada Khilafi Ki Sazaa…Munafiqat
Munafiqeen Kai Liye Aap (SW) Ki Dua-E-Maghfirat Kabul Na Ho Gi
Jahanum Ki Aag Dunya Ki Garmi Sai Zayada Shadeed Hai
Munafiqeen Ki Mahrumya
Munafiqeen Kai Liye Unkay Maal Aur Aulaad Bais-E-Azyat Hun Gai
Munafiqana Tarz-E-Amal
Mominana Tarz-E-Amal
Ghazwa-E-Tabuk Sai Wapsi Madina Wapsi Kai Baad Nazil Huye  Ghazwa-E-Tabuk Mei Shirkat Na Kernay Walay "4 Groups"
Allah Ki Rah Mei Kharach Karnay Walay 2 Kirdaar
Sahaba-E-Karaam (RS) Ki Pairwi…Allah Ki Raza Aur Jannat Kai Hasol Ka Zarya 
Munafiqeen Kai Liye Dohra Azaab 
Ghazwa-E-Tabuk Mei Adum Shirkat Par Izhar-E-Nidamat Kernay Walay "2 Groups"
Masjid-E-Quba Ki Azmat Aur Naam Nihaad Masjid-E-Zaraar Ki Muzamat
Kirdar Ki Pukhta Tameer Taqwa Sai Hoti Hai
Kalima Parnay Wala Allah Sai 1 Ayhad Ker Chuka Hai
Allah Kai Mahbub Bandun Kai Osaaf
Mushrikeen Kai Liye Bakhshish Ki Dua Mangna Jaiz Nahi Hai
Allah Kisi Ko Zabardasti Gumrah Nahi Kerta 
Nabi Akram (SW) Aur Sahaba Karam (RS) Par Allah Ki Nazar-E-Karam
Ghazwa-E-Tabuk Mei Adm Shirkat Par Nadaam Honay Walun Ki Bakhshish Ka Ailaan 
Taqwa Ikhtyar Kernay Kai Liye Jamaat Kai Saath Jurna Zaroori Hai
Nabi Akram (SW) Sai Muhabbat Apni Jaan Sai Bhe Barh Ker Honi Chahye 
Ilm-E-Deen Sikhnay Ki Ahmyat 
Islami Inqalab Ki Tawsih
Quran Ki Taseer …Muminun Per…Munafiqeen Per
Munafiqeen kai Liye Bar Bar Zilat
Nabi Akram (SW) Ki Apni Ummat Sai Muhabbat
×