my quran journey

003. Al Imran

3
1.Heading 2.Ayyat 3.Sub-Heading
1st HALF OF THE SURAH 1. Tamheed "Zaat-E-Sifat" Bari Taala Ka Bayan
Fitna Paida Kernay Walun Ka Tarz-E-Amal
Kufar Kai Liye Waeed
Dunya Ba Muqabla Akhirat
Allah Ki Shaan E Khaas ...Qayam-E- Adal 
Allah Kai Nazdeeq Deen Sirf Islam
Islam Ka Rasta He Hidayat Ka Rasta Hai
Ahlay Kitab Kai Jurayem
Allah Ki Azmatun Ka Bayan 
Momin Kafirun Ko Momineen Kay Muqablay Mei Dost Na Banaye   
Allah Insaan Kai Zahir o Batin Sai Waqif Hai 
Allah Ki Muhabbat Itaba E Rasool Sai Hasil Ho Gi 
"Aitaat E Rasool" Sai Airaaz Kufar Hai 
2. Nijran kai Christians Sai Khitab Aur Unkay Gumrah Kun Tasawaraat Aalay Imran Par "Anayat-E-Rabani"
Hazrat Yahya (A.S) Ki Mojzana Wiladat
Hazrat Maryam Ki Tamam Jahan Ki Aurtun Par Fazilat  
Hazrat Esa (A.S) Ki Mojzana Wiladat Aur Unkay Mojzaat 
Hazrat Esa (A.S) Ki Dawat Aur Bani Israel Ka Raday Amal
Hazrat Esa (A.S) Ka Rafay Asmaani  
Hazrat Esa (A.S) Ki Misal Hazrat Adam (A.S) Ki Tarha
3. Tahveel-E-Ummat Ka Mazmoon Ahal-E-Kitab Kay Liye Dawat 
"Ahl-E-Kitab" Ki Musalmano Sai Dushmani
Shaaori Munafiqat …Yahudion Ki Sazish  
"Ahl E Kitab" Mei Naik Log Bhe Hain  
Yahood Ka Allah Ki Kitab Mei Tahreef Kerna    
Nabi Kai Liye Imkaan Nahi Kai Wo Shirk Ki Taleem Dai
Anmbiya Karam (A.S) Sai Ahady Khaas
Puri Qainaat Ka Deen Islam Hai 
Har Nabi Par Iman Lana Zaroori Hai 
Islam Kai Siwaa Aur Koi Deen Qablay Qabool Nahi
Naiki Ka "Mazhar E Awal"……Mahboob Shay Ka "Infaaq"
Mun Gharat Baat Allah Ki Taraf Mansoob Kerna Zulm Hai
"Azmat E Kaaba" Aur "Farziyat E Haj"
"Ahl E Kitab" Ki Musalmano Sai Dushmani
2nd HALF OF THE SURAH 1. "Ahle Iman" Kai Liye Hidayat Aur "Ahle Kitab" Ki Musalmano Sai Dushmani "Fauz O Falah" Kai Liye "Sai Nkaati" La Hay Amal 
Rozay Qayamat Kuch Chehray Roshan Aur Kuch Chehray Sayah Hun Gai
Maqsad E Ummat - "Amar Bil Maruf o Nahi An Al Munkir"
Ummat Zaleel O Ruswa Kyu Hoti Hai ?
"Zaleel o Ruswa" Ummat Mei Bhe Salheen ka Garoh Hota Hai     
Ahl-E-Kitab, Dushman Hain Un Sai Dosti Mat Karo
2. Gaszwa-E-Uhad: Muslmano pe Tankid "Lesson for the Future" Allah Ki Taraf Sai Nusrat Ki Bisharat 
Hidayat Dainay Ka ikhtyar Sirf Allah Ka Hai
Sood-E-Markab, Ki Hurmat  
"Ahl-E-Iman" Kai Liye Qeemati Hidayat  
Mutaqi Kaun Hain? 
Hasol-E-Hidayat Kai 2 Zaraye: 1-Tareekh Sai Ibrat or 2-Ayat E Qurania Sai Faiz  
Musalmano Ka Arooj Iman Sai Mashroot Hai  
Ahl E Iman Himmat Na Harain 
Wabastagi Nabi Ki Hayat Sai Nahi Unkay Mission Sai Rakho 
Maut Ka Waqt "Tay Shuda" Hai       
Allah Walay, Allah Ki Rah Mei Jang Kartay Hain
Kaafirun Ka Mission…Musalmano Ko Iman Ki Dawlat Sai Mehroom Kerna   
Nazam Ki Khilaf Warzi..Fatah Shakist Mei Badal Gayi  
Mushkilat Par Mushkilat Ki Hikmat
Maut Ka Waqt He Nahi Jaga Bhe Tai Hai 
Buzdali Gunahun Ki Waja Sai Paida Hoti Hai
Allah Kai Rastay Ki Maut Dunia O Mafiha Sai Behtar Hai  
"Meer E Karwan" Kai Liye Hidayat   
Faisla Kun Shay Allah Ki Madad Hai  
Nabi (SWT) Ki Diyanat Darri Aur Ikhlaas Musalim Hai   
Nabi Kareem (SWT) Nai Salheen Ki Jamaat Kaisay Tyar Ki?  
Uhad Mei Shakist Ki Waja Aur Hikmat 
Shuhadaa Kai Liye Inamaat
Zakhmun Sai Choor Sahaba (Ra) Ki Jurat o Bahaduri  
Azmayaish Mumin Aur Munafiq Ko Juda Ker Daiti Hai   
Bukhil Rozay Qyamat Galay Ka Tauq Ho Ga
3. Puri Surah Ka Khulasa Aur Aik Azeem Dua Yahud Ki Gustakhya Aur Jhoot 
Asal Kamyabi Jahanum Sai Nijat Hai 
Allah Ki Rah Mei Takleef Dai Amoor Atay He Rahain Gai   
Ahl E Kitab Ki Allah Ki Kitab Kai Sath Bewafayi   
Taarif o Tahseen Ki Khwahish Azaab Sai Dochar Ker Dai Gi
Qainaat Ki Takhleeq Par Ghaur Allah Ki Marfat Kai Hasol Ka Zarya 
Salook E Qurani - Zikar O Fikar  
Takmeel E Iman, Aur Iman Afroz Duaein  
Aflaak Sai Ata Hai Nalun Ka Jawab Akhir  
Kaafirun Ki Sargarmiyun Ka Asar Na Lo  
Ahl E Kitab, Mei Bhe Salheen HAin      
"Falah E Ukhrawi" Kai Liye 4 Hidayat 
×