my quran journey

007. Al Araaf

7
1. Heading 2.Ayyat 3.Sub-Heading
1. N/a Tareekh- E-Insaani Ka Bayan 
2. Azal Ka Bayan Ibleesiyat Aur Admiyat Mein Farak
Libaas Mei Taqwa Ikhtyar Karo
Allah Adal Ka Hukam Daita Hai
Halaal Ashiya Ko Haraam Samjh Laina Zohad Nahi
Baihayai Haraam Hai Khuwa Zahir Ho Ya Poshida 
Har Qaum Par Zawal Aye Ga
3. Abad Ka Bayan Wahi Ki Pairwi Mei He Bhalayi Hai
Dunya-o-Akhirat Ka Bura Anjaam
Allah Ki Ayat Ko Jhotlanay Walay Kabhi Jannat Mei Dakhil Na Hun Gai
Jannat Amal Ki Waja Sai Ataa Ki Jaye Gi  
Ahlay Jannat Ki Ahlay Jahanum Sai Guftagu
Ashaab-E-Araaf Ka Tazkara 
Ahlay Jahanum Ki Ahlay Jannat Sai Guftagu
Haqeeqi Rab Sirf Aur Sirf Allah Hai  
Dua ke adaab
Barish Mei Hidayat Ka Saman 
4. 6 Aqwaam Ki Dastaan Ka Bayan   Qaum-E-Nuh (A.S) Ki Dastaan
Qaum-E-Hood (A.S) Ki Dastaan
Qaum-E-Samud (A.S) Ki Dastaan
Qaum-E-Lut (A.S) Ki Dastaan
Qaum-E-Shoab (A.S) Ki Dastaan
Afaat Insan Ko Jhan-jornay Kai Liye Ati Hain
Iman Aur Taqwa Ki Barkaat
Hamaray Liye Dars-E-Ibrat
Hazrat Musa(A.S) Ka Firaun Sai Muqalma
Hazrat Musa (A.S) Ka Jadogarun Sai Muqalba
Bani Israel Par Fraun Ka Zulm Aur Hazrat Musa(A.S) Ki Iman Afroz Nasihat
Aal-E-Firaun Par Afaat Ka Nazul
An Dekhey Mabud Ki Ibadat Sai Inkar
5. Bani Israel Kai Aham Waqyat Allah Kai Deedar Ki Khwuahish  
Tauraat Ka Nazul Aur Os Ki Afadiyat   
Takabur Karnay Walay Ko Hidayat Nahi Milti
Bani Israel Ka Bachray Ki Morat Ko Mabud  Bana Laina 
Hazrat Musa (A.S) Ki Iman Afroz Dua
Aitba-E-Rasool (S.W) Ka Maidaan Aur Aap (S.W) Sai Taluq Ki Bunyadain
Nabi Akram (S.W) Ki Risalat Tamam Insaano Kai Liye Hai
Bani Israel Par Allah Kai Ahsanaat Aur Bani Israel Ki Nashukri 
Azaab Sai Bachnay Kai Liye Buraiyun Sai Rokna Zarori 
Bani Israel Par Qayamat Tak Azaab Kai Koray Barastay Rahain Gai
Kitab Kai Na Ahail Waris
Allah Kai Mahboob Bando Ki 3 Sifaat
Toor Pahaar Kai Nichay Ayhad 
6. Azal, Abad Aur Darmiyani Arsa Kai Waqaiyat Ka Bayan Ahad E Alsat
Khawahishaat Ki Pairvi Kernay Walay Kai Liye Kutay Ki Misaal
Ghafil Insaan Janwarun Sai Badtar Hai
7. N/a Allah Ko Pukaaro Os Kai Asma-E-Hasna Kai Saath
Dars E Ibrat
8. Allah Ki Taraf Sai Aham Hidayat Nabi Akram (S.W) Ka Aitraaf-E-Aajzi o Bai Basi
Insaano Ki Na Shukri 
"Mabobud-A-Nay Batil" Ki Lachargi 
Afo Darguzar Ki Talqeen
Mujzaat Ki Talbi Aur Allah Ka Jawab 
Samaat-E-Quran Kay Adaab 
Allah Kay Zikar Kay Adaab 
×