my quran journey

005. Al Maaidah

5
1.Heading 2.Ayyat 3.Sub-Heading
1. "Ahkam-E-Shariat" Aur "Takmeel-E-Shariat" Ka Ailaan Aham Asooli Hidayat Aur Ahkamaat     
Deen-E-Islam Ki Takmeel Ka Ailaan
Allah Nai Pakeeza Cheezain Halaal Farmayi
Wazu Kai Faraiz Ka Bayan
Shariat Aik Naimat Aur Kalima Tayiaba Aik Ahayd Hai    
Adal Kai Alambardar Ban Kar Kharay Ho Jao  
Bharosa Allah He Par Kerna Chahye
2. Ahl-E-Kitab Ki Shariat Par Amal Aur Nifaz-E-Shariat Kai Liye Jadojahad Sai Paihlo Tahi Bani Israel Sai "Ahd-E-Shariat"
Bani Israel Par Allah Ki Lannat Ki Waja…Ahad Ki Khilaf Warzi   
Ahl-E-Kitab ko Nabi (S.W) Aur Quran Par Iman Lanay Ki Dawat 
Hazrat Eisa (A.S) "Mabood" Nahi "Makhlooq" Hain
Allah Ki Mahboob Ummat Honay Ka Dawa?  
"Ahl-E-Kitab" Kai Liye "Aitmaam-E-Hujat"
Bani Israel Ka Nifaz-E-Shariat Kai Liye Qatal Kernay Sai Inkar
Hazrat Musa(A.S) Ki Buzdil Qaum Kai Khilaf Badua
Qurbani, Hazrat Habil Ki Shahadat
Insaani Jaan Ki Hurmat    
Dehshat Gardi Ki Saza
Allah Ki Qurbat Kaisay Hasil Hoti Hai
Kaafir Jahanum Sai Nahi Nikal Saktay   
Chori Kai Jurm Kai Liye "Had"     
Zuban Sai Iman Ka Izhar Laikin Dil Ki Mehromi Munafiqat Hai
3. Nifaz-E-Shariat Aur Hizbullah Kai Osaaf Shariat Kai Mutabiq Faislay Na Kernay Walay Kaafir Hain
Shariat Kai Mutabiq Faislay Na Kernay Walay Zalim Hain
Shariat Kai Mutabiq Faislay Na Kernay Walay Fasiq Hain   
Khawa-hi-shaat Ki Pairvi Na Karo,Shariat Nafiz Karo   
Kya Chahtay Ho, Adilana Shariat Ya Zalimana Jahlyat?
Yahudion Aur Eisayion Ko Dost Mat Banao
Allah Kai Mahboob Bando Ki Sifaat 
Ahl-E-Iman Kai Haqeeqi Dost Kaun Hain?
4. Ahl-E-Kitab Kai Liye Targheeb-O- Mlamat Deen E Islam Ka Mazaq Utanay Walun Ko Dost Mat Banao
Yahud Kai Sharamnak Jurayem       
Nafaz-E-Shariat Ki Barakaat
Quran Ki Tabligh Rasool (S.W) Ka Farz-E-Mansabi Hai
Shariat Nafiz Na Kernay Walo Ki Allah Ki Nigah Mei Koi Izzat Nahi   
Kisi Grouh Sai Nisbat Akhrat Kai Liye Kafi Nahi 
Shariat Kai Bajaye Khuaheshaat E Nafs Ki Pairvi  
Shirk Kernay Walay Par Jannat Haraam Hai
Bani Israel Kai Na Farmano Par Paighambrun Ki Lannat
Musalmano Kai Dost Aur Dushman
5.Ahkamat-E-Shariat Halaal Ko Haraam Ker Laina Bhe Jurm Hai
Kasam Ka Kufara       
Sharab Aur Joye Ki Hurmat Ka Hatmi Hukam      
Allah Ki Qurbat Taqwa Sai Hasil Hoti Hai
Halat-E-Ahraam Mei Shikaar Kernay Ka Amal
Shuayer Allah Ka Ahtraam     
Allah Ki 2 Shanain  
Rasool (S.W) Kai Zima Pohnchana Hai Manwana Nahi    
Haq Ka Mayar Kasrat Nahi
Ghair Zaroori Sawalaat Ki Mumaniyat
Janwarun Kai Liye Khudsakhta Taqadus 
Kisi Ki Gumraahi Hamari Bai-Amali Ka Jawaz Nahi Ban Sakti    
Waseeyat Par Gavahi Kaisay Di Jaye?
6.Imaan Bil Risalat Rasoolun Ki Allah Kai Hazoor Ajzi
Hazrat Eisa(A.S) Par Allah Kai Ahsanaat Ka Bayan     
Farmaishi Mujza Ka Mutalba
Eisayun Kai Shirk Sai Hazrat Eisa(A.S) Ka Ailaan-E-Baraat
Sachayi Ka Sila Rozay Qayamat Milay Ga 
×