my quran journey

042. Ash Shuraa

42
1.Heading 2.Ayyat 3.Sub-Heading
1. N/A Azmat-E-Baari Ta'alaa
Rasool (S.A.W) Kay Zimmeh Hai Pohnchana Aur Allah Kay Zimmeh  Hai Hisaab Laina
2. Ghalba-E-Deen Kay Liye Jado-Jaihad Karnay Ki Taqeed Haakim Allah Hi Ko Tasleem Karo
Iqaamat-E-Deen Ka Hukum
Ahl-E-Kitaab Kay Ikhtilaaf Ki Wajah ------- Zidd Aur Takkabur
Iqaamat-E-Deen Kay Mission Par Datay Raho
Iqaamat-E-Deen Ki Jadd-O-Jehed Say Guraiz Karnay Waalon Ka Koi Azzar Qabool Na Hoga
Nazool-E-Kitaab Aur Shari'at Ka Maqsad
Ghabrao Nahi! Allah Madad Farmaega
Talabgaar Kiss Kay Ho? Duniya Kay Ya Aakhirat Kay?
Kiya Khud Saakhta Maaboodon Nay Koi Shari'at Di Hai?
Kiya Quraan Allah Ka Kalaam Nahi Hai?
Duaaen Kin Ki Qabool Hoti Hain?
3. Allah Ki Naimatain Aur Qudratain  Allah Ki Naimaten Aur Qudraten
Afaat Insaanon Kay Gunaahon Ki Wajah Say Aati Hain
Behri Jahaz ------ Allah Ki Azeem Nishani Aur Naimat
4. Ghalba-E-Deen Kai Liye Jado-Jaihad Karnay Walun Kai Ausaaf  Iqaamat-E-Deen Kay Liye Jadd-O-Jehed Karnay Waalo Kay Ausaaf
Burai Ka Badla Lainay Waalo Par Koi Ilzaam Nahi
5. Ghalba-E-Deen Ki Jado-Jaihad Sai guraiz Karnay Walun Ka Anjaam  Roz-E-Qayamat Zulm Karnay Waalo Ka Anjaam
Allah Ki Pukaar Par Labbaik Kaho
6. Azmat-E-Bari Talaa Koi Maanay Ya Na Maanay, Baadshahat Allah Hi Kay Liye Hai
Allah Insaan Say Kaisay Khitaab Farmata Hai?
Emaan Quraan Kay Zariye Say Hi Hasil Hota Hai
×