my quran journey

021. Al-Anbiyaa

21
1.Heading 2.Ayyat 3.Sub-Heading
1. Tawheed, Risalat Aur Akhrat KA Bayan  Laugo Ki Behissi 
Mushrikeen Ki Eza-Risaani Aur Nabi Akram (S.W) Ka Sabar O Tahamul
Nabi Akram (S.W) Ki Diljoyi 
Quran Mei Tumhara Bhi Zikar Hai 
Azaab Kay Waqat Zakim Qaum Ka Haal 
Qayenaat Khail Tamasha Nahi Balkay Yahan Marqa-E-Haq O Batil Barpa Hai 
Asmaano Aur Zameen Mei Allah Kay Siwa Koi Mabud Nahi 
Har Rasul Ki Dawat, Dawat-E-Tawheed Thi 
Farishtun Ka Asal Muqaam 
Allah Ki Qudratain Aur Naimatain 
Maut o Hayat Ka Silsala …Insaanun Ki Azmaish Ka Zarya 
Mushrikeen-E-Makkah Ki Gustakhion Ka Jawab 
Mushrikeen-E-Makkah Kay Liye Dawat-E-Ghaur O Fikar 
Dilsozi Kay Saath Waz-O-Nasihat 
2. (17) Anbiyaa Karaam (A.S) Par Anayaat-E-Rabani KA Bayan Wahi Kin Kay Liye Mufeed Hoti Hai?
Haqeeqi Rab Kaun ?
Bot-Parastoon Par Aitmam-E-Hujat
Aag Hazrat Ibrahim (A.S) Kay Liye Gulastaan Ban Gayi 
Jo Gumrahun Sai Kat-Taa Hai Allah Osay Saliheen Sai Jorta Hai 
Allah Kai Anamaat Hazrat Lut (A.S) Par 
Hazrat Nuh (A.S) Par Allah Ki Rahmat 
Hazrat Daud (A.S) Aur Suleman (A.S) Par Allah Ki Anayaat 
Hazrat Ayub (A.S) Kay Sabar Ka Ajar 
Sabar Kernay Walun ko Allah Ki Rehmat Ataa Ki Jati Hai 
Hazrat Yunus (A.S) Ki Faryad-Rasi 
Hazrat Yahyah (A.S) Ki Mujzana Wiladat
Hazrat Maryam Aur Hazrat Esa (A.S) Kay Liye Aizaaz 
Tamaam Anbiyaa Ka Aik He Maqsad…Bandagi-E-Rab
3. Iman Bil Akhira KA Bayan  Achay Amaal Kernay Ka Mauqa Dobaraa Na Milay Ga 
Qayamat Qareeb Anay Ki Aik Nishani …Yajuj Majuj Ki Yalghar 
Mabud-Anay Batil Mushrikeen Kay Sath Jahanum Mei Jalain Gai 
Naik Logun Kai Liye Bashartain 
Allah Ki Barayi Aur Qudrat Ka Andaza Lagana Na Mumkin Hai 
Zameen Kai Waris Bil Akhir Naik Laug Hun Gai 
4. Nabi Akram (S.W) Ki Azmat Aur Un Kay Hawalay Say Shirk Ka Sad-E-Baab   Nabi Akram (S.W) Tamam Jahanun Kay Liye Rehmat Hain 
Nabi Akram (S.W) Kay Hawalay Sai Shirk Kai Imkanaat Ka Sad-E-Baab
×