my quran journey

017. Bani Isra iil

17
1.Heading 2.Ayyat 3.Sub-Heading
1. N/A Waqiya Meraj…Zameeni safar ka bayan
2.Bani Isra'iil kai liye Ibrat-o-Nasihat Hidayat-E-Rubani ka Lab-E-Lubab…Allah hi Par Bharosa
Bani Isra'iil par Arooj-O-Zawal kai 2 Adwar
Arooj kai hasool ka Zariya…"Quran-E-Kareem"
3.Poori Noo-E-Insani kai liye Ibrat-o-Nasihat Allah Sy Muayyan Shae Nahi, Bhalai Mango
Raat aur din...Allah ki do rehmat bhari nishaniyan
Koi Shae Manhoos Nahi
Qaumon par azaab itmaam-E-Hijjat kai baad Ata Hai
Teh karlo Talabgar Duniya Kai ho ya Akhirat Kai
4. Islam ki Muasharti Hidayat Allah kai baad haq waldain ka hai
Allah ki rah mein kharch karny kai hawaly sy Hidayaat
Maal, Jaan aur Abroo kai tahaffuz kai liye hidayaat
Ilm ki fazeelat
Apni Aukaat pehchano
Allah ka har hukm hikmat ka pekar hai
5.Mushrikeen-E-Makkah kai Saath Kashmakash Allah ki Buland Shan
Sardaraan-E-Quresh ki Mehroomi
Akhirat kai hawaly Si Teen Tanziya Sawalaat
Insaan ki khush kalami, Shetan ki nakami hai
Allah tumam insano kai haal sy wakif hai
Allah kai Mehboob Bando ka haal
Duniya Ki Har Basti Fanah Ho Kar Rahy gi
Farmaishi Muajjaza Na Dikhany ki Hikmat
Ayaat-e-Matsha bahaat
6. N/A Iblees ki Insaan dushmani
7.Allah kai Ahsanaat Aur Insaano ki Na Shukri Allah kai Ahsanaat…Insaano ki Na shukri
Allah ny Insaan ko Ashraf-ul-Makhlukaat banaya hai
8.Mushrikeen-E-Makkah kai saath Kashmakash Jan bojh kar sar kashi karny wala qayamat kai din andha hoga
Kaafiro ko dushmani Nabi (S.W) sy nahi Quran sy hai
Hijrat ka marhala aany wala hai
Panj waqta namazon ka hukm
Hijrat ghalba-e-deen ka aghaaz hai
Arooj-o-zawal Quran sy wabasta hai
Duniya kai halaat ka ta'sur mat lo
Rooh ki haqeqat Allah hi jaanta hai
Nabi Akram (S.W) Par Allah ka Sab Sy Bara Fazal…Nazool-E-Quran
Quran Jesa kalaam koi Nahi Pesh kar Skta
Farmaishi muajjazat ki fehrist
Tuman Rasool insaan hi thy
Gumrahon ka alam naak anjam
9. Bani Isra'iil ka Maazi-o-Mustaqbil Firon ki hat dharmi aur barbaadi
Qarb-e-qayamat yahood aik mukaam par jamah kar diye jaen gy
10. N/A Quran Majeed ki azmat aur taseer
11.Tawheed-E-Baari Taa'la Saary achy naam aur safaat Allah hi kai hain
Tauheed-E-Baari Taa'la ka khazana
×